taintis varsh ki umra ka prem
jharneke jaisa sangitmay aur uddam nahi hota.
na hi hota hai jheel ki tarah shant aur pardarshi.
nadi ki sahaj ravani aur maujen bhi nahi hoti taintis varsh ke prem me.
samandar ke jaisa gehra aur khara nahi hota
kisi dariya jaisa badbudar hota hai taintis varsh ka prem
jisme jahan tahan baithe hothe hai saanp.
taitees varsh ka prem.. kyo hoga badbudaar samajh nahi aaya ! baaki sab badhiya hai...
जवाब देंहटाएं